Pyar Hamara Amar Rahega Lyrics from Muddat – Pyar Hamara Amar Rahega song from Muddat movie sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz is 80s Hindi song starring Mithun Chakraborty, Jaya Prada. Music of the song has composed by Bappi Lahiri and Pyar Hamara Amar Rahega Lyrics are written by Indeevar.
Pyar Hamara Amar Rahega song details:
Song: | Pyar Hamara Amar Rahega |
Singer: | Asha Bhosle, Mohammed Aziz |
Lyrics: | Indeevar |
Music: | Bappi Lahiri |
Cast: | Mithun Chakraborty, Jaya Prada |
Movie: | Muddat |
Label: | T-Series |
Pyar Hamara Amar Rahega Lyrics:
Pyar hamara amar rahega
Yaad karega jahaan
Tu mumtaz hai mere khwaabon ki
Main tera shahejahaan
Ho aa.. aa..
Pyar hamara amar rahega
Yaad karega jahaan
Main mumtaz hun tere khwaabon ki
Tu mera shahejahaan
Ho.. aa..
Chehera kanwal hai, baatein gazal hai
Khushboo jaisi tu chanchal hai
Tera badan hai sangemarmar
Tu ik zinda tajmahal hai
Chehera kanwal hai, baaten gazal hai
Khushboo jaisi tu chanchal hai
Tera badan hai sangemarmar
Tu ik zinda tajmahal hai
Utri hai tu aasman se
Tujhsa zameen pe kahaan
Ho aa.. aa..
Pyar hamara amar rahega
Yaad karega jahaan
Tu mumtaz hai mere khwaabon ki
Main tera shahejahaan
Tu jo salamat pyaar salaamat
Teri baahen meri panaahen
Tune humko itna chaahaa
Aur khuda se hum kya chahein
Tu jo salamat pyaar salaamat
Teri baahen meri panaahen
Tune humko itna chaahaa
Aur khuda se hum kya chahein
Naam wafaa kaa tujse hai zindaa
Tujhpe hai jaan qurbaan
Ho aa.. aa..
Pyar hamara amar rahega
Yaad karega jahaan
Main mumtaz hun tere khwaabon ki
Tu mera shahejahaan
Ho aa.. aa..